سردیوں میں ٹھنڈے پاؤں کو کہیں خدا حافظ
Har saal sardiyon ki wohi kahani…
Chhota sa gadget, poori sardi ka sukoon
50–60°C ki halki, sukoon wali garmi
Bilkul naram — pair andar daal ke araam
Power bank, laptop ya mobile charger
Cover alag ho jata hai, aasani se dhoein
Ghar se office, kahin bhi le jaayein
Walidain, biwi ya dost ke liye sardi ka tohfa
Ek pad — kai istemaal
Desk ke neeche ya bistar par — pair andar daalein aur araam karein.
Kursi ya sofa par kamar ke peeche rakh lein.
TV dekhte ya parhte hue god mein rakh kar haath garam.
3 qadam — bas
Koi advance payment nahi — paisay delivery par
Hum jald aap ko par call / WhatsApp kar ke order confirm karenge. Barah-e-karam phone on rakhein.
Cash on Delivery — jab parcel aap ke ghar pohanchay tab rider ko paisay dein. Koi advance nahi.
Aam tor par 2–5 working days, aap ke shehar ke hisaab se. Delivery bilkul free hai.
USB cable se — power bank, laptop, ya kisi bhi USB mobile charger (adapter) se.
Lagbhag 50–60°C — halki aur sukoon wali garmi, pairon, kamar aur god ke liye.
Ji haan, bahar ka plush cover utar kar dho saktay hain. Dhone se pehle electric hissa alag kar lein.